Khubsurat Bal Har Kisi Ki ichcha Hoti Hai Sab Chahte Hain Ki Hamare Bal Sundar Ghane Ho Khubsurat Ho Hamari khubsurti Mein Char Chand Laga Dete Hain Ghane Lambe Bal Sundar balon Ke Bina Hamari personality Hamari khubsurti Adhuri Si Lagti Hai lekin aajkal Sundar Bal Itni aasani Se Nahin Mil Jaate iske liye Hamen bahut mehnat karne ki jarurat padati hai agar humne Apne balon per acche se Dhyan nahin diya to Bal rukhe Bejan aur jharane Lagte Hain Jiski vajah se Ham Kafi Pareshan Rahane Lagte Hain isliye koshish karen ki Ham balon ki acche se dekhbhal Karen jisse Hamare Bal Ghane aur Khubsurat dikhe!
Hair growth tips in Hindi_
Agar aap Chahte Hain ki aapke baal Sundar dikhen Ghane rahe Khubsurat rahe silky Rahe to to aapko kuchh khas Baton Ka Dhyan Rakhna chahie!
Kuch dhyan dene waali baate_
, khanpaan ka acche se Dhyan rakhen khane Mein paushtik Aahar Shamil Karen jaise ki Hari pattedar sabjiyan dalen dudh Ande aur
juice dahi khane Peene Ka Sidha Asar Hamare balon per bhi padta hai Ham Jitna healthy Rahenge Hamare Bal bhi Usi Prakar se healthy rahenge sabse jaruri hai ki Ham Tanav Mukt Rahe dhumrapan karne se bache acche se Nind le Hafte Mein Do Teen bar tel lagaen Do Bar Se Jyada shampoo na Karen Hafte mein jyada shampoo karne se bhi Bal jhadane Lagte Hain Aur rukhe Ho Jaate Hain Hafte Mein Ek Bar acche se masaj Karen balon ko shampoo karne se ek din pahle Tel Jarur lagaen balon ko Jyada tight na Bandhe Gile balon Mein kanghi Na Karen Sahi shampoo aur Tel ka chunav Karen balon ko Hamesha Khula na rakhen bewajahVaise To hum balon ki growth ko badhane ke liye Bajar se mahange mahange products ka istemal Karte Hain per कभी-कभी Hamen nirasha ka Samna karna padta hai FIR Ham samajh Nahin paate Kya Karen!
Aaj Ham aapko bataenge Kuchh gharelu tips jo aapki balon ki growth ko badhane ke liye madadgar sabit honge _
1.प्याज़ का रस (Onion Juice)
Pyaj ka ras balon ke liye Kisi Vardan Se Kam Nahin pyaj ka ras na ki Hamare balon ki growth Ko badhata Hai balki pyaj ka ras Hamare balon ko silky aur shining bhi banata hai balon ki growth ko badhane ke liye pyaj ka ras bahut Achcha sabit Hua Hai!
aaiae Jante Hain To upyog ke bare mein_
Sabse pahle Ek प्याज़ len aur usko acche se Kat Le Uske bad use mixture Mein chala le
FIR pyaj Ko Ek suti Aur patle kapde mein
Dalkar nichod le aur pura Ras bahar nikal le FIR is Ras ko ungali ki madad Se Yaar Rui ki madad Se balon Ki Jadon mein lagaen lagbhag Aadha Ghanta 45 minut Laga Rahane ke bad balon ko acche se shampoo kar le Ek Do upyog Se Hi aapko balon Mein Fark dikhne lagega !!
2.नारियल तेल - Coconut Oil
Nariyal ka tel balon ke liye bahut Achcha Hota Hai Nariyal Tel ki Malish se balon ki jadi majbut hoti hain aur Bal Teji se badhate hain aur growth Unki bahut acchi Ho Jaati Hai isiliye balon ke liye Nariyal Tel bahut Achcha Mana jata hai Iske niyamit prayog se aap dekh Payenge ki aapke Bal kitne Khubsurat ho gaye hain Nariyal ka tel balon ki protein ko pura karta hai!
Aaiae Jante Hain Ki iska istemal balon per kaise karte hain_
Sabse pahle Nariyal Tel ko ek bartan Mein nikaalen FIR use thoda gunguna kar le FIR usse balon ki jodon mein lagaen aur Malish Karen Jadon Mein Lagane ke bad Tel ko pure balon Mein acche se lagaen raat bhar Laga Rahane De Subah shampoo Karen ya to aap ek din bad bhi shampoo kar sakte hain Kuchh hi Samay mein aapko Fark dikhne lagega!!
3_केले का मास्क_
Kela balon ke liye Kafi faydemand hota hai Kele Mein Kai Tarah Ke vitamins Paye Jaate Hain Jo balon ke liye bahut kargar Hote Hain Aise Mein Kele ka mask balon per Lagane se Bal jaldi growth Karte Hain
Janiye iska upyog kaise kare_
Kele ka hair mask banane ke liye pahle Kele ko acche se mash kar le ab usmein do chammach Dahi Aur Do chammach Gulab Jal milaen abhi se balon ki jodon mein lagakar aadhe ghante ke liye Chhod Den Uske bad balon ko acche se dho le!
FAQ's
Q_.बालों की ग्रोथ को बढ़ाने के लिये क्या करना चाहिये?
Ans_नारियल के तेल में नींबू का रस मिलाकर लगाएं।
अलोवेरा का उपयोग करे इससे बालो को पोषण मिलता हैं बाल मजबूत बनते हैं और जल्दी ग्रोथ karte हैं!
Q_पतले बालों को घना कैसे करें?
Ans_आवंले का मुरब्बा खाये आंवले का मुरब्बा खाएं। चाहें तो कच्चा आंवला भी रोज खा सकते हैं। आंवले के तेल की बालों में मालिश करें। प्याज को पीस कर उसका दो चम्मच रस निकाल लें। इस रस से बालों की हल्के हाथों से मालिश करें। लगाये अरंडी के तेल से बालो कि मालिश करे !
Q_ बालों को एक महीनें मे कैसे बढ़ाये?
Ans_ gudhal ka hair pack Banakar balon per lagaen isase balon ki growth acche se hone Lagegi is pack ko laga kar 30 minut ke liye Chhod Den Uske bad balon ko acche se shampoo kar le aap iska upyog Hafte Mein Do Bar kar sakte hain!
Gile balon per Kabhi Bhi kanghi Na Karen aur kabhi bhi balon ko khinch kar na baandhe Hamesha dhili choti Baandhe!
Q_ क्या खाने से हेयर ग्रोथ होता है ?
Ans_पालक आयरन से भरपूर होता है पालक खाने से बालो मजबूत होते है जल्दी ग्रोथ karte है बालो कि कई समस्याओ को पालक से दूर किया जा सकता है!